1. Welcome !
स्वागत ! ( Swaagath ! )
2. Heartly welcome to you.
आपका हार्दिक स्वागत | ( Aapkaa haardik swaagath. )
3. Be seated.
तशरीफ कीजिए | ( Tashreef keejiye. )
4. We were waiting for you only.
हम आपका ही इंतजार कर रहे थे | ( Hum aapkaa hee intjaar kar rahe the. )
5. Nice to meet you.
आपसे मिलकर खुशी हुई है | ( Aapse milkar khushee huee hai. )
6. We are glad that you came.
हमें बहुत खुशी है कि आप आए | ( Hamen bahuth khushee hai ki aap aaye. )
7. Now permit me to go.
अब मुझे जाने की आज्ञा दीजिए | ( Ab mujhe jaane kee aagya deejiye. )
8. I am getting late.
मुझे देर हो रही है | ( Mujhe der ho rahee hai. )
9. Thanks for your reception and hospitality.
आपके स्वागत और सत्कार के लिए धन्यवाद | ( Aapke svaagat aur sathkaar ke liye dhanyavaad. )
10. All right, i shall come some time again.
अच्छा मैं, कभी फिर आऊँगा | ( Achchaa main, kabhee phir aaoongaa. )
11. Now i will take leave of you.
अब मैं आपसे इजाजत लूँगा | ( Ab main aapke ijaajt loongaa. )
12. Very glad
बहुत खुशी हुई ( Bahut khushee huee )